A huge collection of messages, watch out everyday there will be always something new..

Mohabat rog ha dil ka

Tamana le k ulfat ki meray angan ma wo aya,


Mohabat rog ha dil ka usay yeh me ne smjhaya,


Kaha us ne mohabat ker shareq e ghum bana mujh ko,


Karon ga main zamany ki roshni se aashana tumko


Howa majbor main yaro kiya iqrar ulfat ka


Laga de jan ki bazi,samaj kar khail qismat ka


Howi malom phir us ki HAQEEQAT ye zamanay se,


Usay TASKEEN milti ha kisi ka dil dukhanay se